Sar Sue Rauza Jhuka Phir Tujhko Kiya Tazmeen Lyrics
Jaan Hai Unpar Fida Phir Tujhko Kiya
Lab Pe Hai Unki Sana Phir Tujhko Kiya
Aankh hai maheve Zia phir Tujhko Kiya
Sar Sue Rauza Jhuka Phir Tujhko Kiya
Dil Tha Sajid Najdiya Phir Tujhko Kiya.
Ahele Sunnat Ki Sanad ke waaste
Haadsaat e gam se radd ke waaste
Najd PE qahar e Ashad ke waaste
Baithte uthate madad ke waaste
Ya Rasool Allah Kaha Phir Tujhko Kiya.
Shaoq mujh se kar chuka tha inheraaf
Saamne Thi Jaliyaan bhi saaf saaf
Jaisa dekha unke Rooze Ka gelaaf
Bekhudi me Sajda e Dar Yaa Tawaaf
Jo Kiya Acha kiya phir Tujhko Kiya.
Hamse Badqaan hoon ke us khoosh khaa ne
Gamzadoon ke Haal se Agaah Ne
Sarwaro maula me Aali Jaa Ne
Yaa ibaadi kah ke ham ko Shah Ne
Apna Banda Kar Liya Phir Tujhko Kiya.
Khud ko Jaane Hain bada izzat mawaab
Goor se padh Najdiya Aali Kitaab
Aala Hazrat ka sunle ye jawaab
Deev ke bandoon se Kab Hai Ye Khitaab
Tu Na Unka hai Na Tha phir Tujhko Kiya.
Padhta hai Qur'an samj ta hi nahi
Halq se nichee utarta hi nahi
Wada e Rahman Talta hi nahi
Layaoodona aage huga bhi nahi
Tu Alag hai daima phir Tujhko Kiya.
Unke zulfon Rukh ki kiya takreem ki
Wadduha wallail ki tafheem ki
Rab ne Qur'an me yahi taleem di
Najdi Marta hai ke kiyon Tazeem ki
Ye hamara deen tha phir Tujhko Kiya.
Najd Tujh se khush hai phir ham kiya Kareen
Thaanvi tera hai phir ham kiya Kareen
Tera Nana naitad hai ham kiya karen
Deve tujh se khush hai phir ham kiya Kareen
Ham se Raazi hai khuda phir tujh kiya.
Kufr chaha tune khud deen ke ewaz
Ke nabi se hai adawat ka maraz
Thaanvi se hai adawat ka maraz
Ye maraz hai badtari azhar maraz
Devoe ke bandoon se hamko kiya garaz
Ham hain abde Mustafa phir Tujhko Kiya.
Khoolna taqna hai son Ghutna nahi
Tere Kawwe se tu kuch Cheena nahi
Qadri Razvi se tu phir na nahi
Teri dauzak se tu kuch Cheena nahi
Khuld me pahuncha Raza phir Tujh ko kiya.
Saath tere baithna uthna nahi
Milna julna khana aur peena nahi
Khana kiya chaai bhi sang peena nahi
Teri dauzak se tu kuch Cheena nahi
Khuld me pahuncha Raza phir Tujh kiya.