hota agar zameen par saya rasool ka lyrics:
Hota agar zameen par saya rasool ka
Phir Paaon kahan ummati rakhta rasool ka.
hota agar zameen par saya rasool
Yahi manzoor tha khudrat ko ke saya na bane
Ke ayese yakta se Lee hai ayesi hi yakta hi hoo.
Mustafa e Zaat e Yakta Aap hain
Yakne jisko Yak Banaya Aap Hain
Aap Jaisa Koi Husakta nahi
Apni har khobi me Tanha aap hai .
Huta agar zameen par saya rasool ka
Phir Paon Ummati Kahan Rakhta Rasool ka.
Padh Te Hain Yoon Tu Gair Bhi Kalima Rasool Ka
Jannat Use Mile Gi Joo Hoga rasool ka.
Arsh e Haq Masnad e Rif,at rasulullah ki
Dekhni Hai Hashr Me Izzat rasulullah ki
Suraj Ulte Paoon palte chand Ishare se Hoo chaak
Andhe Najdi dekhle qudrat rasulullah ki
Tujh se Aur Jannat se kiya matlab Wahabi door hoo
Ham Rasool Allah Ke Jannat rasul Allah Ki.
Padh Te Hain Yoon Tu Gair bhi kalima Rasool ka
Jannat Use Mile Gi Joo Huga rasool ka.
Karte Hain Aheteraam Janaze Ka Isliye
Wo Jaa Raha hai dekhne Chahra rasool ka.
Mustafa zaat e Yakta Aap hain
Yakne jisko Yak Banaya Aap hain
Aap ki Tal'at ko dekha jaan di
Khabar me pahuncha Tu dekha aap hai
Karte hain ahteraam Janaze ka Isliye
Wo ja raha hai dekhne Chahra rasool ka.
Shere khuda Na Banta Banta Tu Aur Kiya
Bachpan se hi pala tha paala rasool ka.
Huta agar zameen par saya rasool ka
Phir Paon Ummati Kahan Rakhta Rasool ka.
Dunya ko Deekhna bhi Gawara Nahi kiya
Jab Tak Ali Ne dekhana Chahra rasool ka.
Huta agar zameen par saya rasool ka.
Naara Raza Ka Lagta Hai Dunya me isliye
Ahemad Raza Ke lab pe tha Naara Rasool Ka.
Jalwa hai noor hai ke sarapa Raza ka hai
Tasweer e sunniyat hai ke chahra Raza ka hai
Wadi Raza Ko Hai Himala Raza Ka Hai
Jis Semt dekhye wo Ilaqa Raza ka hai
Dastaar Aarahi hai zameen par jo sar uthey
Kitna buland Aaj pharera Raza ka hai
Agloon ne jo kuch likha hai sanad hai woo deen me
Jo kuch hai is sadi me wo tanha Raza ka hai.
Naara Raza ka Lagta hai duniya me isliye
Ahemad Raza ke lab pe tha Naara Rasool Ka.