Pages

Duniya Ka Sabse Bara Jashn Hai Lyrics

Dunya Ka Subse Bara Jashn Hai Mere Sarkar Ke Milad Ka Ye Jashn Hai Lyrics:



 ✍️✍️✍️✍️✍️✍️✍️


Assalamu alaika ya Rasool Allah

Jab baarveen ka chand zamane pe chagaya
Bot gir pade Zameen par shaitaan roopada.

 Marhaba ya Mustafa,

Taare bhi jhoom jhoom ke khadmoon me girgaaye 
Kaaba bhi Mustafa ki salami ko jhuk gaya.


Saj gayi hai ye zameen Saj gaya hai Aasman
Mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan.
Marhaba marhaba marhaba ya Mustafa

Dunya ka Subse Bada subse bada Jashn hai 
Mere sarkar ke milad ka ye Jashn hai.
Marhaba ya Mustafa marhaba ya Mustafa.

Subse Bada hai Jashn khuda ke habeeb ka 
Jinke tofeel rab ne banaye ye doo jahan
Hute na Mustafa tu huti na ye kainaat 
Zinda Hain Jo aaj ham sadqa hai Rasool ka 

Saj gayi hai ye zameen Saj gaya hai Aasman
Mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan.
Marhaba marhaba marhaba ya Mustafa salle Aala 

Duniya ka sabse bara subse bara Jashn Hai
Mere sarkar ke milad ka ye Jashn hai.
Aqa ka jashn hai maula ka jashn hai 

Shaane Nabi ka bayan maqsade milad hai 
Aale nabi se wafa maqsade milad hai
ikr ho Ashaab ka maqsade milad hai
Zindagi me rooshni barkate milad hai
Ilm se ye doosti barkat e milad hai
Imaan me taazgi barkate milad hai
Mustafa ki guftugu Azmate milad hai
Ho rahi hai chaarso azmate Milad hai 
Ashiqoon ki robaro Azmate milad hai.

Aya hai Aaj wo jise Adam kare Sana 
Har aik Nabi ka rab ne banaya jise imam
Marhaba ya Mustafa
Isa ko bhi hai ummati hune ki Aarzo 
Yousuf bhi jispe qurban hain jibreel hain gulaam.

 

Saj gayi hai ye zameen Saj gaya hai ye jahan 
Mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan.
Marhaba marhaba marhaba ya Mustafa salle Aala

Duniya ka sabse bara subse bara Jashn hai
Mere sarkar ke milad ka ye Jashn hai.

Taula ul badru Alaina me Sani yatil badaai 
Wajabat shukr Alaina mat AA lillahil hidaai

Aye nabi tu bitiyaan  dubne se bach gayeen 
Beewaoon ki doliyaan phir se saj gayi 
Maaon ko Quld beeti ko rahmat banadiya
Dewano gaflatoon zameen me dhas gayi.


Saj gayi hai ye zameen Saj gaya hai Aasman
Mustafa ke noor se saj gaya kul jahaan
Marhaba marhaba marhaba ya Mustafa salle Aala.

Duniya ka sabse bara subse bara Jashn hai
Mere sarkar ke milad ka ye Jashn hai.
Aqa ka jashn maula ka jashn.

Karke chiragaan Sara Jahan jag maga Diya 
Har ghar pe Ashiqoon ne jhanda Laga Diya 
Langar kahen aur kahen sharbat o sabeel 
Ushaq e mustafa kabhi hute nahi baqeel.

Saj gayi hai ye zameen Saj gaya hai Aasman
Mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan.
Marhaba marhaba marhaba ya Mustafa salle Aala.

Duniya ka sabse bara subse bara Jashn hai
Mere sarkar ke milad ka ye Jashn hai.

Nabiyoon ke sultan aye marhaba ya Mustafa
Doo jahn ki shaan aye marhaba ya Mustafa
Sahib e Qur'an aye marhaba ya Mustafa
Ashikhoon ki jaan aye marhaba ya Mustafa
Sayedus sardar aye marhaba ya Mustafa
Khalq ke sarkar aye marhaba ya Mustafa
Ahemad e mukhtaar aye marhaba ya Mustafa
Dilbar o dildaar aye marhaba ya Mustafa.

Assalaam aye jane Alam 
Assalaam imaane Alam
Shahe deen sultan e Alam
Marhaba Mustafa.

Ye Jashn koi Aaj bhi ijaat tu nahi 
Sadiyoon se hu raha hai nai baat tu nahi 
Marhaba ya Mustafa
Amad ki apni yaad nabi khud manaai hai 
Khud rabbe kainaat ne mahfil sajaai hai.

Saj gayi hai ye zameen Saj gaya hai Aasman
Mustafa ke noor se saj gaya kul jahaan.
Marhaba marhaba marhaba ya Mustafa salle Aala

Duniya ka sabse bara subse bara Jashn hai
Mere sarkar ke milad ka ye Jashn hai.
Marhaba ya Mustafa marhaba ya Mustafa .

Rab ne Rasool e paak ko baqsha hai wo maqaam 
Insan kiya charind bhi karte hain aheteraam
Suraj phire tu chaand ishare se chaak hoo
Badal kare hai saya shajar bhi kare salaam.

Saj gayi hai ye zameen Saj gaya hai Aasman
Mustafa ke noor se saj gaya hai Aasman.
Marhaba marhaba ya Mustafa salle Aala.

Duniya ka sabse bara Jashn hai
Mere sarkar ke milad ka ye Jashn hai.
Aqa ka jashn maula ka jashn hai.

Namose Mustafa hai muhafiz pe ho salaam 
Ahemad Raza pe khadim e Razvi pe ho salaam 
Namoos per pahra hai Asim mission yahi 
Hai jaan bhi hai hamari Rasool e khuda ke naam.
Labbaik labbaik labbaik ya Rasool Allah

Ye Dil tumara hai labbaika ya Rasool Allah
Ye jaan bhi tumari hai labbaika ya Rasool Allah
Ham Ishq ke gazi hain labbaika ya Rasool
Ham tere sipahi hain labbaika ya Rasool
Sauda nahi karenge  labbaika ya Rasool Allah
Imaan na becheen ke labbaika ya Rasool Allah
Sub kuch hi tumhara hai labbaika ya Rasool Allah
Sub kuch hi lutainge labbaika ya Rasool Allah
Labbaika ya Rasool Allah labbaika ya Rasool Allah labbaika ya Rasool Allah.

Marhaba marhaba marhaba ya Mustafa salle Aala.










Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment