Credit card information:
Credit card in Islam and order of shariat:
Credit card hote hain. Bank deta hai, istrah ke ham dosri jaga aur kai sazo samaan khareed tee hain credit card ki madad se.
Jiske khareed ne se jiska credit card hai discount milta hai. Abb ye discount lena chahiye ya nahi? Ye haram hai ya halal is ka lena?
Jawab Mufti akmal: jawab dekheye ham tu isko mana karte hain, agar koi jawaz ka hukum deta hai tu isme koi harj ki koi baad nahi. Wo unki zaati Raye hai,lakin asal masala ye huta hai ke ham bank me ham Paisa rakh wate hain tu ye qarz ki iski khimat hai, kharz par kisi bhi tarah ka nafa lena ye sood huta hai, lehaaza bank usi ko faida pahunchaye ga jis par uska account huga ye manafa lena sood hai.
Al maroof ye hai ke bank Wale khud kah rahe hain ke aap paise rakhen aur aapko ham benefits deenge. Isme me abb sood ka maana ajata hai.
Credit card ka istemal islam kaise karein? Umeed hai tafseel mil gai hugi.
Credit Card aik soodi nizaam par chalne wala nizaam hai.jiska sood se hi taloq hai. Subse pahele iska form bharaya jata hai, agar aapke pass itne paise nahi rahe ye hamare terms aur condition nahi maanege tu aapko itna sood Dena pade gaa.
Tu lene wala kahta hai na yes I am agree your condition your terms and conditions.Tu ye saaf hua uske baad agar acount me paise nahi huye tu wo sood deta hai. Abb ye doosri galti. Ye sub sood hai.
Masla ye hai jo ye banaya hai credit card tu uske uppar tauba wajib hai. Jazak Allah khaira.
Credit card ko Islam me haram kharar diya jazak Allah khaira chuta saa jawab.