Pages

Sarkar ke dar ki darbani gar zeest ka unwan hojaye Lyrics

Sarkar ke dar ki darbani gar zeest ka unwan hojaye Lyrics:

Kalam e Tajushsharia : 





Sarkar ke dar ki darbani Gar zeest ka unwan hojaye 
Khismat pe main itna Naaz karoon khud Naaz bhi Naza hojaye. 

Bass Dill me tumahara dard rahe aur dard bada be dard rahe
Phir dard na koi dard rahe aur dard hi darma ho jaaye.

Kismat Pe Main Itna Naaz Karun Khud naaz Bhi Naaza  ho jaaye 

Ghar Unka Pasina mil Jaaye Gul Rush ke Baharaa'n ho jaaye
Jo zarra Kadam Se Chhu Jaaye qursheed badama ho jaaye.

Kismat Pe Main Itna Naaz Karun Khud naaz Bhi Naaza ho jaaye. 

Sarkar ko kil ke fitrat ne Har Rukh Se Mukammal farmaya
Aaina bagair Dekhe unko angushte Badan da ho jaaye.

Kismat Pe Main Itna Naaz Karun Khud naaz Bhi Naaza ho jaaye. 

Mukhtar e do Alam hain aaqa is Baato Nafi par Kadir hai
Wo han Ko Nahin kah De Pal Mein wo Chahe Nahin Han Ho Jaaye.

Khismat pe main itna Naaz karoon khud Naaz bhi Naza hojaye. 

Tareeq bata ti hai Akhtar gar zedd pe ho unka dewana 
Too faa'n ko pasina ajaye gar tish bhi pareshaa'n ho jaaye. 

Sarkar ke dar ki darbani gar zeest ka unwan hojaye 
Khismat pe main itna Naaz karoon khud Naaz bhi Naza hojaye.  

Sarkar kay Dar ki Darbani Naat by Samnani Mian lyrics for kalam e tajushsharia 

Kalam e Tajushsharia lyrics related: 

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment