Pages

Sambhal Ja Aye Del E Muztar Madina Aane Wala Hai Lyrics

Sambhal Ja Aye Del E Muztar madina Aane wala Hai Lyrics




Kalam e Tajusharia rahe matullha alaih.

Sambhal Ja Aye Del E Muztar madina Aane wala Hai 
Becha aye shashm e Tar Gohar madina Aane wala.

Kadam ban jaaye Mera sar Madina Aane Wala Hai
Bichhoon Rah Me nazar Bankar Madina Aane Wala Hai.

Jo dekhe unka naksha Paa khuda se wo nazar maango 
Chirag a Dil chaloon lekar Madina Aane Wala Hai.

Karam unka chala Yun Dil se kahta rahe taiba mein
Dil e Muztar Tasalli kar Madina Aane Wala Hai.

Madina Ki nichhavar Hain yeh Mera Dil meri Aankhen
Nichhavar hun madine per Madina Aane Wala Hai.

Ilahi mein talab gare Fanaa hun khakar taiba mein
Ilahi kar nisar e Dar Madina Aane Wala Hai.

Madina ko chala Main be niyaz e rahbare Manzil
Rahe taiba Hai khud rahbar Madina Aane Wala Hai.

Mujhe kheenche liye jata Hai shauke Kochaye Jana
Kheencha jata hoon main yaksar Madina Aane Wala Hai.

Wo chamka gunbade Khazra wo shahre Pur ziya aaya
Dhal e abb Noor main paikar madina Aane wala Hai. 

Jahan se bekhabar hokar chalo khuld e Madina mein
Chalo ab hosh ki pikar Madina Aane Wala Hai.

Madine mein khule baabe Hayat noo ba tarz e noo
Badal dalo kahen daftar Madina Aane Wala Hai.

Jara aaye mar kab e umer e rawaan chal barq ki surat 
Dikha parwaaz ke johar madina Aane wala Hai.

Talab gare Madina Tak Madina khud hi Aa jaye 
Tu duniya se kinara kar Madina Aane Wala Hai.

Madina a gaya ab der kya hai sirf itni si 
Tu Kali kar yah Dil Ka Ghar Madina Aane Wala Hai.

Falak Shayad Zameen par rah Gaya khake Guzar Bankar 
Beche Hain rah mein Akhtar Madina Aane Wala Hai.

Fazayen mahki mahki Hain hawayen bhini bhini hain 
Basi Hai kaisi mushk e tar Madina Aane Wala Hai. 

Khamar aaya Hai Shayad unke talvon ki ziya Lene
Bichha Hai Chand Ka bistar Madina Aane Wala Hai.

Mohammed ( sallallahu alaihi wasallam) Ke gadha kuchh farsh wale hi nahin dekho?
Wo aata hai shah e qawar Madina Aane Wala Hai.

Gubar e rahe Anwar ki qadar pur Noor hai akhtar
Tani hai Noor ki chadar Madina Aane Wala Hai.

Kalam e Tajusharia

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment