Aa jaiye Akhtar raza
Kah rahi chashm e tar Aa jaiye Akhtar raza
Noori chahra phir hame dikh laaye Akhtar raza.
Aa jaiye Akhtar raza, Aa jaiye Akhtar raza
Aye waqaar e ilm o fun aye taaj daar e sunniyat
Aap ko awaaz deta hai dayar e sunniyat
Bazm e haq ko Aa ke phir Cham Kaye Akhtar raza.
Kah rahi chashm e tar Aa jaiye Akhtar Raza
Aa jaiye Akhtar Raza, Aa jaiye Akhtar Raza.
Waris e ilm e Raza Tajushsharia Aap hain
Faqr e Azhar aap hain mah maan e kaaba aap hain
Ahel e imaan per karam Farmaye Akhtar Raza.
Kah rahi chashm e tar Aa jaiye Akhtar raza
Aa jaiye Akhtar Raza, Aa jaiye Akhtar Raza.
Aap ki furqat main roote hain dil o Jaan o jigar
Ashikhoon ki zindagi hai yaad se ash khoon se tar
Yoon na dewano ko abb tad paye Akhtar Raza.
Kah rahi chashm e tar Aa jaiye Akhtar raza
Aa jaiye Akhtar raza, Aa jaiye Akhtar Raza.
Hamid o jilani noori aur raza ke laad Lee
Kijiye murshid hame tameer haq ke Wal wal Lee
Phir se abb tashreef ham main laye Akhtar Raza.
Kah rahi chashm e tar Aa jaiye Akhtar raza
Aa jaiye Akhtar raza , Aa jaiye Akhtar Raza.
Aye nazar ke noor aye mahtaab charq e Zindagi
Aap ke bin phiki phiki hai jahan ki rooshni
Phir tajjali deed ki phalaaye Akhtar Raza.
Kah rahi chashm e tar Aa jaiye Akhtar raza
Aa jaiye Akhtar raza, Aa jaiye Akhtar Raza.
Aye Bahar e faiz Aye abr e karam Aye paas baa'n
Gulshan e millat pe harso hai ada wat ki qiza
Bearish e lot fo karam barsaye Akhtar Raza.
Kah rahi chashm e tar Aa jaiye Akhtar
Aa jaiye Akhtar raza, Aa jaiye Akhtar raza.
Aye mere tajushsharia sunniyoon ki Aabro
Arz karta hai Fareedi ka jahan e Aarzo
Apne khadmon se ise mahkaye Akhtar raza.
Kah rahi chashm e tar Aa jaiye Akhtar raza
Aa jaiye Akhtar raza, Aa jaiye Akhtar raza.
Written by : fareedi
Naat qawan: sabir raza qadri azhari.
FAQ :
1. tajushariya images
Tajushsharia and fatawa e ala hazrat and nabi sallho ta ala Muhammad said by photo graphics haram.
2. tajushariya father name?
Ibraheem Raza Khan
3. tajushariya son?
Hozor qadri e millat Asjad Raza khan qadri.