Maango naat nabi lakhne ko rohe khuda se aisi shaak.
Maula gulban , rahemat Zahra,sibtain is ki kalyan phool
Siddiq o Farooq o Usman , Haider her aik us ki Shak.
Shaq e qamat shah main zulf o chasm o rakhsar o lab
Sunbol , nargas , gul , pankhdiyan khudrat ki kiya pholi shaq.
Apne in bagoon ka sadqa wo Rahmat ka pani de
Jis se naql e Dil main ho paida piyare teri wila ki shaq.
Yaad e Rukh main aahen kar ke ban main roya ayi bahar
Jhome nasemeen , nesaan, barsa , kaliyan chatkeen, maheki shaq.
Zahir o batin awwal o akhir zaib FarooA o Zain usool
Baag e risalat main hai tu hi gul , guncha , jad, Patti, shaaq.
Aale Ahemad khuz baidi ya sayad Hamza Kun madadi
Waqt qazan e umer raza hu barg e huda se na Aari shaak.