Munkhabat Dar e Khuwaja Ghareeb Nawaz.
Mere Hozor mere Peeshwa Ghareeb Nawaz.
Teri shan khuwaja e khuwaj gaa'n
Tu Bada Ghareeb Nawaz Hai,
To moin e ummat e Mustafa,
Tu sabot e Rahemat e Mustafa,
Tu Ataye meer e hijaaz hai,
Tu bada Ghareeb Nawaz Hai.
Abb tune apna bana liya
Hame dojahan se bachaliya
Tujhe Gham zadon ka khiyal hai
Tu bada Ghareeb Nawaz Hai.
Hai jo suni gai jo karbala
Hai Teri sada bhi wahi Sada
Hai nagma wahi saaz hai
Tu bada Ghareeb Nawaz Hai.
Na gine Gaye wo shumar shumar se
Jo pale hain tere deyar se
Tera dast e jodo daraaz hai
Tu bada Ghareeb Nawaz Hai
Ataye Mustafa mere Khuwaja piya
Hasan Husain se aapko nisbat
Nabi Ki aal Ho Ali ke Lal Ho
Bayan Ho kis zuban se aap ki Azmat.
Mustafa Ne tumhen Hind bheja
Tum Murad a Nabi Ho
Hind jisse munawwar hua Hai
Aap wo roshani Ho
Raza E Mustafa Habeeb e kibriya
Zameen kiya hai falak per aap ki shahorat.
Ataye Mustafa mere Khuwaja piya
Hasan Husain se hai aapko nisbat
Nabi ki aal ho ali ke laal hu
Bayan ho kis zuban se aap ki Azmat.
Ghareeb Nawaz Ghareeb Nawaz Ghareeb Nawaz.
Aik mudat se hai dill main armaan
Main bhi ajmeee jaoon,
Thaam ker tumahre roze ki jali
Haal Dill ka sunaon,
Dil e betaab ki sada sunlo Sakhi
Dikha dijiye mujhe wo haseen turbaat.
Ataye Mustafa mere Khuwaja piya
Hassan Husain se hai aapko nisbat
Nabi Ki aal ho Ali ke Lal Ho
Bayan ho kis zuban se aap ki Azmat.
Khwaja e man khiblaye man
Deen e manni maaol e man
Man ba kurbana shawa me
Yoon sufe kin Aane man
Aye Shahin shah e wilayat
Khuwaja ye hind ul wali
Aik nigahe gahe gahe
Az tufeel e panjatan.
Aik kase main derya duboya,
Doob toon ko tiraya,
Jo bhi vije paal ko tumne
Khuwaja Hai Musalman banaya,
Khuda ki shaan ho nabi ki jaan ho
Zamana jaanta hai aapki rif'aat.
Ataye Mustafa mere Khuwaja piya
Hasan Husain se hai aapko nisbat
Nabi aal ho ali ke laal hu
Bayan ho kis zuban se aap ki Azmat.
Aapko apna sardar maana
Hind ke Auliya ne,
Mere sabir ne waris piya ne,
Aur Ahemad Raza ne
Tumehi hind ul wali Na tumsa hai koi,
Labe sarkar per hai aapki midhaat.
Ataye Mustafa mere Khuwaja piya
Hasan Husain se hai aapko nisbat
Nabi ki aal ho Ali ke Lal Ho
Bayan ho kis zuban se aap ki Azmat.
Tumne taleem tauheed di Shirk se hai bachaya
Bud parasti main jo mubtla they Unko Kalma padhaya,
Sada islaam ki aye asim goonj uthi
Hui kafoor kufr o shirk ki bid aat.
Ataye Mustafa mere Khuwaja piya
Hasan Husain se hai aapko nisbat
Nabi ki aal ho Ali ke Lal hu
Bayan hu kis zuban se aap ki Azmat.
Ghareeb Nawaz Ghareeb Nawaz Ghareeb Nawaz Ghareeb Nawaz Ghareeb Nawaz.