Be khud kiye dete hain andaz hijabana
Khuoob per hai kachey baithe
Saaf chop te bhi nahi samne ate bhi nahi
Be khud kiye dete hain andaz hijabana
Aaa Dill main tujhe rakh lon aye jalwaye janana
Dill ke ayene mai ho tasveer e yaar
Jab zara gardan jhukaoon dekh lon
Itna tu karam karna aye chash mai karimana
Jab jan labon per ho tum samne Aajana
Abb maut ki takhleef bardasht nahi huti
Aqa tum samne ajao dam nikle ba asani
Itna..
Najm ki aye khuda Arozo hai yahi
Ashiqe zaar ki abro hai yahi
Maut ke waqt sar unke khadmon mai hu
Deed huti rahe dam nikalta rahe
Itna..
Kiyon Aankh milai thi kiyon aankh lagai thi
Abb rokh chopa Baithe karke mujhe dewana
Dunya mujhe tumne apna jo banaya hai
Mahesher mai bhi kahedina ye hai mera dewana
Kiya lotf ho mahesher mai khadmon main giron unke
Sarkar kahen dekho dewana hai dewana
Mai hosh hawa sub mai is baat pe kho baitha
Has ker jo kaha tune lo aya mera diwana
Pene ko tu pe lon ga per Arz zara si hai
Ajmeer ka sakhi hu bagdad ka mai khana
Sharab e ishq e Ahmed ki ajab kaifo masti hai
Jan dekar agar aik bond mele sasti hai
Pen..
Jee chahta hai tohfe main bhejon mai unhen aknhen
Kiya nazar karon jana kiya cheez hamari hai
Ye Dill bhi tumhara hai ye jan bhi tumhara
Saib tumahare hain khismat ye hamari hai
Tum hum pe karam rakhna ye arz hamari hai
Atayen karne wale aap khatayen karne wala main
Mere aaqa mere haq main ise daztoor sa karden
Jee chahta hai tohfe main bhejon mai unhen aankhen
Dershan ka tu dershan ho nazrane ka tu nazrana
Bedam meri khismat main tukde hain usi der ke
Sange dare hozor se hum ko khudana sabr de
Jana hai sarko ja chuke dill ko kharar aye kiyon
Bedam meri khismat main tukde hain usi der ke
Chuta hai na chute ga sange dare janana
Sange dare jana per karton hon jabeen sayi
Sajda na samj najdi sar deta hon nazara
Pete hain tere derke khaten hain tere derka
Pani hai tera pani dana hai tera dana