Kalam e mufti akhter Raza qadri
Niha jis dil mai sarkare do Aalam ki muhobbat hai
Wo khalwat khanaye maula hai wo dil rashke jannat hai.
khuda ne yaad fermaya khasam khake kafe paa ki
Hua maloom Taiba ki do Aalam per fazilat hai.
khalaikh per hui Roshan Azal se ye Hakhikhat hai
Do Aalam mai tumahari Saltanat hai Baad shahat hai.
Sewaye mere Aaqa ke subhi ke rishte hain Fani
Wo khismat ka sikandar hai jise Aaqa se nisbat hai.
Yahi kahiti hai Rindo se nigah e mast Sakhi ki
Dare maikhana wa hai maikashon ki Aam dawat hai.
Game shah e Dana mai marne Wale tera kiya kahena
Tujhe La Yah Zano ki Tere maula se Basharat hai.
Uthe shoor e mubarakbaad Unse ja mila Akhter
Game jana mai kis darja haseen Anjam e furkhat hai.
Kalam e tajushsharia rahe matulha alahe aap aik nihayat parheez gaar aur taqwa ke taaj aur shari at ke taaj.
Aapki parheez gari pe qurban bahut hi ulma ahele sunnat aapke raste per chal kar dunya sunniyon ki paichan aur sunniat ko badane ka kaam karte gaye.