Pages

Zindagi Ye Nahi Hai Kisi Ke Liye Lyrics

Kalam e tajusharia Zindabaad

Zindagi ye nahi hai kisi ke liye Lyrics

Zindagi hai nabi ki nabi ke liye 

Wallha wallha wallha wallha wallha 

Milkar padhiye ga faize hasil hojaiga,


Wallha wallha wallha wallha wallha wallha

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha

( Wallha qasamiya hai, laf ze qasamiya) 

To wallha yani allha ki qasam.


Her aik sheer tajusharia aisa likha hai qasam khane hi likha hai.

Kiyonke chak nahi huta jahan qasam hoti hai.

Jahan shakk hota hai wahan qasam nahi hoti.

Is mai shakk nahi hai na.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


1. Naat aasan nahi, Naat aasan bhi hai,

   Ashiqi chaye shairi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


2.Zindagi yeh nahi hai kisike liye

Zindagi hai nabi ki nabi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


3. Wo na samj marte hain zindagi ke liye

 Jina marna hai, sub kuch nabi ke liye.


Wallha wallha wallha wallha wallha wallha

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha

(Quran ki ayat hai, anta fehim ishara hai)

Allah irshad fermata hai, aye maheboob mai us waqt tak kuffar per azab na karon ga jab tak aap isme ferma ho.

Wama arsal naaka illa rahe matalil aalameen.

Hozor tamam ala meen ke liye rahemat hai.


4. Anta fehim ke daman mai munkir bhi hain.

 Hum rahe ishrat e daimi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha.


5. Ayesh karlo yahan munkiroon char din

  Marke tar so gee is zindagi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


6. Maslak e ala hazrat salamat rahe

  Aik pahe chaan deen e nabi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


7. Maslak e ala hazrat pe qayam raho,

     Zindagi bhi gai hai isi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha

( Hozor tajusharia ko hazri ki ta talp dekeye kitni hai.)


8. Wo bolate Hain koi ye awaaz de.

Dm mai ja pahunch mai hazri ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha


9. Kash mujh se ye fermai murshid mere

    Chal madine chale hazri ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


10. Chand ni chaar din ki hai subhi ke liye.

  hai saada chand abdon nabi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


11. Sullehe kulli nabi ka nahi  sunniyon

  Ye bhi sahi wo bhi sahi sub sahi

  Hozor fermate hain aik sahi 72 jahanami

Sullehe kulli kaheta hai sub sahi, to abb ye nabi ka hua nahi hua.

11. Sullehe kulli nabi ka nahi sunniyon

   Sunni Muslim hai sacha nabi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


12 . Aye nasem e saba unse kahede zara

      Muztarib hai gada hazri ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


13. Akhtar e qadri khuld mai chal diya

      Khuld wa hai her ek qadri ke liye.


Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


1. Maslak e ala hazrat hai rahe jina

    Maslak e naj diya naar hi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


2. Ala hazrat ke khater hai bage jina

  Are nare dozak hi hai thanwi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha

Rafizi : shia

Qarji: wahabi

3. Jin ke gande dilon mai hai rafzo qoroos

    Agla do sheer hai un subhi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


4. Razviyon ko samj te hain kiya rafzi

    Jaan deden ge razwi ali ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


5.: Razviyon ko samj te hain kiya qarji

     Jaan le len ge razwi ali ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


6. Mustafa hi ke sadqe mai hai qadri

     Khoold  wah hai  her aik qadri ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha 


7. Janati janati janati ke liye

     Dozaqi hi nahi dosti ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


8. Sunniyon sunniyon hi se hi shadi karo

     Ye wahabi nahi family ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


9.apne dewaze per likho naam e raza

    Apne imaan ki safti ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


10. Tere sarpe saja hai shari at ka taaj

       Taaj ye hai nahi her kisi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha 


11. Doston thaam lo daman e azhari

      Bheja rab ne unhe rahe bari ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha


12. Waqf ho zindagi deen hi ke liye

      Lamha lamha guzaro nabi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


13. Naat qawani mai padh na kalam e Raza

       Hai zaroori bahut poq tagi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


14. Abu bakar faroq Usman ali

      Chaar ginti hai in char hi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha


15. Mere aaqa madine bola lijiye 

       Dil tadalp ta hai dil hazri ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha

Asad iqbal kalkotavi;:

1. Sar banaya gaya bandagi ke liye,

   Dil banaya gaya ashiqi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


2. Naat e sarkar ko chodna maot hai,

   Naat padhte raho Zindagi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


3. Maqsad e malo dalat nahi hai mera,

   Naat padh taa hon unki khushi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha


4. Rabbe kaba ne sunni banaya hame,

   Take hum jan de deen nabi ke liye.

Wallha wallha wallha wallha wallha wallha wallha


Sawab ki niyat se channel ko subscribe kijiye jazak allha qaira ⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️

https://youtube.com/channel/UCDtzJRnzMO_BFY49GdQ-9eQ



Kalam e tajusharia  Click here

1 comment

  1. Subhanallha
Please have any doubts, please let me know
Post a Comment