NAAT SHAREEF
18. QASAM KHUDA KI SHAHA KAAMIYAAB HO
JAAUN
Tumare derpe jo mai baar yaab hujaon
qasam khuda ki shaha kaam yaab hujaon
1. tumare derpe jo mai baar yaab hujaon
tumare derpe jo mai baaar yaaab hujaon
tumare derpe jo mai baar yaab hujaon
qasam khuda ki shaha kamyab hujaon
qasam khuda ki shaha kaaam yaab hujaon.
Habeeb e khuda ka nazara karon main
Dilo Jaan unper nisara karon main
Mai kiyon gair ki thokaren khane jaon
Tere der se apna guzara karon main
Tere der ke hote kahan jaon piyare
Kahan apna daman pasara karon main.
khuda khair se laye wo din bhi noori
madine ki galiyan guhara karon main.
Tumhare...
jo paon busaye sang e huzoor kiya kahna
jo paon busaye sang e huzoor kiya kahna
mai zarra shams o qamar ka jawab hujaon
mai zarra shams o qamar ka jawab hujaon.
Agar kismat se main unki gali main khak hujata
Gaam e kuneen ka sara bakheda paak hujata
Hawayen daman e rangi jo wiran e main Ajati
Libas e gul main zahir her khas o khashak hujata
jo wo gul soong leta phool murjhaya hua bulbul
Bahar e Taazgi main sub chaman ki naak hujata
Ado ki Aankh bhi maheshar main hasrat se na mon takti
Agat tera karam kuch aye nigahe paak hujata
Khuda taare raag e jaan ki agar izzat bhada deta
Shara ke naal e paak e sayiadd e loolaak hujata
Hasan ahele nazar izzat se ankhon main jaga dete
Agar ye mush ke khak unki gali main khak hujata
Jo paon.....
meri haqi qate fani bhi kuch haqiqt hai,
meri haqi qate fani bhi kuch haqiqat hai,
maron tu aaj qayal aur qawab hujaon
maron tu aaj qayal aur qawab hujaon.
Niha jis dill mein sarkar e do aalam ki mahobat hai
Wo khalwat khanaye maola hai wo dill rashk e jannat Hai
Khala aik pal huyi Roshan azal se ye hakhi khat hai
Doo Aalam main tumari saltanat hai baad shahat hai
Khuda ne yaad fermaya khasam khak e kaf e paa ki
Hua maloom taiba ki doo Alam per fazilat hai
Sewaye mere aaqa ke subhi ke risht e hain fani
wo khismat ka sikander hai jise aaqa se nisbat hai
gaam e shane dana mai marne wale tera kiya kahna
tujhe la tahazano ki tere maula se basharat hai
Uthe shure Mubarak baad unse jaa mila akhter
Gaam e jana mai kiskhadar Jaan hasi anjaam e forkhat hai
Meri haqiqat....
jahan ki qaws o qazah se fareeb khayee kiyon
jahan ki qaws o qazah se fareeb khaye kiyon
mai apne qalbo nazar ka hijab hujaon.
mai apne qalb nazar ka hijaab hujaon.
jahan ki bigdi usi aastan pe banti hai,
jahan ki bigdi usi aastan pe banti hai,
mai kiyon na waqfe dare aanjanab hujaon.
mai kiyon na waqfe dare aanjanab hujaon.
Nazar pe kisi ki nazar horahi hai
Meri chashm e kane guher horahi hai
mere khufiya naalon ko wo sunrahe hain
Inayat kisi ki idhar horahi hai
Wo taiba mujh ko talab karrahe hain
talab meri abb mautber horahi hai
madine main hon aur pichla paher hai
shab e zindagi ki sahir horahi hai
nai zindagi ki wo umer derahe hai
meri zindagani amar horahi hai.
Madine se meri bala jaye akhter
Meri zindagi waqf e der horahi hai.
jahan ki bigdi....
Tumara naam liya hai talatum e gam mai ,
tumara naaam liya hai talatum e gam mai,
mai abb tu paar risalat ma aab hujaon,
mai abb tu paar risalat ma aab hujaon.
ye meri doori badal jaiye qurb se akhter ,
ye meri doori badal jaiye qurb se akhter,
agar wo chahe tu mai baar yaab hujaon .
agar wo chahee tu mai baar yaab hujaon.
Sawab ki niyat se channel ko subscribe kijiye jazak allha qaira ⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️⬇️
https://youtube.com/channel/UCDtzJRnzMO_BFY49GdQ-9eQ