NAAT SHAREEF
Jo lamhe they sukoon ke sub madine mai guzar aye
Jo lamhe they sukoon ke sub madine mai guzar aye.

Dil e muzter wattan mai abb tujhe kaise qarar aye
Dil e muzter wattan mai abb tujhe kaise qarar aye.

Jo lamhe they, jo lamhe they,
Jo lamhe they sukoon ke sub madine mai guzar aye
Dil e muzter wattan mai abb tujhe kaise qarar aye.
Dil e muzter wattan mai abb tujhe kaise qarar aye.
Qaza ko hukom hai, daqil na ho taiba ki galiyon mai
Qaza ko hukom hai daqil na ho taiba ki galiyon mai
Qaza ko hukom hai daqil na ho taiba ki galiyon mai,
Ijazat hai naseem aye saba aye bahar aye.
Ijazat hai naseem aye, saba aye, bahar aye
Taiba ke sewa sub baag, pa mal e fana honge,
Dekho ge chaman walon jab ahde qaza aya
Kiyonke
Qaza ko hukom hai daqil na ho taiba ki galiyon mai
Ijazat hai naseem aye saba aye bahar aye
Ijazat hai naseem aye saba aye bahar aye
Ijazat hai naseem aye saba aye bahar aye.
Ye basti ahel e dil ki aur dewano ki basti hai

Ye basti ahel e dil ki aur dewano ki basti hai,
Gaye jitne qirad naza wo Daman tar tar aye.

Jabeen ho un ke der per hath mein roze ki jali ho,
Jabeen ho un ke der per hath mai roze ki jali ho,
Ye lamhe zindagi mai aye khuda phir bar bar aye.
Qalam jab se hua hai qam adeeb aaqa ki midhath mai

Bade rangen huye mazmon bade naqsho nigar aye.