Pages

Owais Raza Qadri Labbaik Allahumma Labbaik


Labaik allhahumma labaik labaika la

 sharika laka labaik enal hamda wan

 neyamata laka wal mulk la sharika lak

🌹🌹🌹🌹🌹🌹💖💖💖🌹🌹🌹🌹🌹🌹


1. Nasseb per hai wo aaj naza jine sharf    hajj  ka mil raha hai،

Mina ki janib rawan dawan hai  labon pe labaik ki sada hai.


2. Ba shashme num gum koi dua me to koi masroof hai sana me،

Khudake maheman hai mina me ajeeb kaifo soroor sa hai.


3.Khobol kiyo na hon ab duaeen mili mokhdar se ye fazaiyen،

  Moaf uski hain sub khatayeen jo aaj arfat me khada hai.


4. Wo kofe arfat se ban ke kundan chale hain muzdalifa haji hajjan،

 Mahek raha hai dilon ka gulshan khoshi se chara damak raha hai.


5. Anokhi basti ajab zameen hai ke sooz aisa kahen nahi hai،

  Ye kis khadar aaj shab haseen hai karam khuda ka yahan bada hai.


6. Magan koi dhond me sang hai  rami ki dil me badi umang hai،

 Thakan se chor aaj ang ang hai magar thakan me aik maza hai.


7. Ubeed apni kahan ye auqat ke lake jate yahan ki barkat?

 Nabi ke sadqe dua ka daman  subhi moradon se bhar gaya hai.


Labaik alhahumma labaik labaika la sharika ka laka labaik enal hamda wan niyamata laka wal mulk la sharika lak.


Labaik alhahumma labaik labaika la sharika ka laka labaik enal hamda wan niyamata laka wal mulk la sharika lak.


Assalamualaikum mere methe  bhayoon aap subhi ko eid mobarak ho tamam ashiq e Mustafa sallaho ala mohammed ke ashiqon ko eid ki mobarak baat . 

Subhanallha mashallha subhanallha mashallha.

Allha azwajal mohobatoon ko salamat rakhe ameen bi jahin nabian ameen sallal la ho alahi wa sallam jazal la hu ala Muhammad.

durood Shareef ki fazilat beshak bahut fazilat hai. Isliyee badi hi adab ban guzarish hai ke aapko ishq e Mustafa sallaho ala mohammed ka tohfa khobol kareen inshallah azwajal dunya aqirat me malamal hojaye gee.sallal ho alaihi wasallam. 


Written by naat qawan bulbul e madina alhaj oweis raza qadri.And recite by also oweis raza qadri.

Kalam e Tajusharia sarkar ke dar ki darbani gar zeest ka unwan hojaye lyrics  

Gareeb aye hain dar pe tere gareeb Nawaz lyrics 

Guzre jis rah se wo Sayed e wala hokar lyrics 

Wah kiya rang hai aye azhari dullha Tera lyrics monqabat e Tajusharia 

Be hadd zaleel o khawar hoon maula tu bakhsh de lyrics Kalam e ubeed e Raza Qadri

Mujh pe bhi chashme karam aye mere aaqa karna lyrics 

Tooba me jo sub unchi nikli shaq Kalam e ala hazrat lyrics

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment