💖 NAAT SHAREEF 💖
unki mahak ne Dil ke gunche khila diye Hain,
Jis raah chal diye Hain kuche Basa Diya
Hain.
Jab a gai hai Joshi rahamat pe unki. ankhen,
Jalte bujha deye Hain rote hasa diye Hain.
Ek Dil hamara kya hai Azhar iska kitna,
Tumne to chalte phirte murde jila diye Hain.
Unke nisar koi kaise hi ranj me hoo,
Jab yaad aagaye hain sub gum bhola deyee hai.
Hum se faqeer bhi abb phairi ko uthte hoonge,
Abb to gani ke der per bister jama deyee hain.
Asra me guzre jis dum bede ke khud seyoon ke,
Hune lagi salami percham jhuka diyee hain.
Aane do yaa dubo do abto tumhari jaanib,
Kashti tumhi par chodi langar utha diye
Hain.
Dulha se itna khedo piyare suwari rooko,
Mushkil me hain barati pur qaar ba diyee hain.
Allah kya Jahanum ab bhi Na sard hoga
Ro ro ke Mustafa ne derya baha deyee hain.
Mere kareem se Ghar katra kisi ne manga
Derya baha deyee hain durb e baha deyee hain.
mulke suqan ki shahi tumko raza mosalam!
Jis samt aagaye hoo sikke bitha deyee hain.
Unki mehek ne Dil ke ghunche khila diye Hain,
Jis raha chaldiye hain kuche basa diyee hain.
Sallu alal Habib sallallahu tala Muhammad.
( Methe methe islami bhayoon yaqinan naat qwani aaj ke zamane me iman ka mazboot zarya hai.
Isliyee hum ko chayee ke naat Shareef ki ahmiyat aur uske adab baja layeen.
Islami bhayoon se darquast hai ke aap bhi sunnaton ke jazbe se ishq e Mustafa sallaho ala mohammed ke jaam bhar bhar ke pilaye.
Allha azwajal hum sub ko taofeeq ata fermai ameen bi jahin nabian ameen.
💞 Hadees e shareef 💞
Jis ne mujh per aik bar drood e paak padha allha azwajal us per das rahmateen bhej ta hai.
Sallho alal habeeb sallho ta ala alaihi wasallam.