Pages

Mustafa Ka Badan Noor Hai Lyrics

              ðŸ’ž NAAT SHAREEF 💞

    Mustafa ka badan noor hai,

    Her rawish her chalan noot hai.


       Jis me anwar ki kiya baat ho,

       Aapka paira han noor hai.


       Paida hoti hi sajda kiya,

       Bach pane ki phaban noor hai.


       Aaftab e risalat hain wo,

       Unki her her ada noor hai.


      Phool hasneen zahra kali,

      Noorka ye chaman noor hai.


     Ban gaya shahed khari kowan,

     Kiya lo aa be dhahan noor hai.


      Taiba hai arsh se bhi fazo,

     Shahe deen ka badan noor hai.


      Suraye noor me hai bayan,

      Aisha ka chalan noor hai.


     Noor hai mera khawaja piya,

    Mera gause zaman noor hai.


     Apni ponji hai ishq e rasool,

     Hum gareebon ka dhan noor hai.


    Naat tasnem  padh jhom ker,

    Naat e shahe zaman noor hai.


Methe methe islami bhayoon durood Shareef ki fazilat beshak bahut qoob surat hai lakin tohfa khobol kareen inshallah azwajal hozor Karam fermain ge.


 INSHALLAH AZWAJAL HAME SHAITAN AUR USKE phareeb se door rahker hozor sallho ta ala Muhammad ki all o ashab per durood ka nazrana bhej na chayee. 


sallho alal habeeb sallho ta ala Muhammad.


Methe methe islami bhayoon yaqinan naat qwani aaj ke zamane me iman ka mazboot zarya hai.

 Isliyee hum ko chayee ke naat Shareef ki mahfillon ki tazeem wajib karna chayee. 

Aur bore logon ki sohbat me nahi baithna chayee jo naat Shareef ko hi na mante hoo.

 allha azwajal hum sub ko in batoon per amal karne ki taofeeq ata fermai.ameen bi jahin nabian ameen sallho alal habeeb sallho ta ala Muhammad.

Zikr o durood hargadhi wirde zuban rahe meri fozol goi ki adat nikaldo.

Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad.     

Durood e shareef ki fazilat

Umul momenen hazrat e sayed tona aisha seddiqa razi allha ta ala anha se riwayat hai ke sahabe mearaj maheboob e rabbe be niyaz sallaho ta ala alaihi wa alahi wasallam ne irshad ferma ya; 

Jab koi banda mujh per durood e paak pad ta hai to ferishta is durood ko lee ker uper jata hai aur Allah azwajal ki bargaha mei pahunch jata hai to allha azwajal irshad fermata hai;

Is durood ko mere bande ki khabar mai le jaoo  ye durood apne padhne wale ke liyee istagfar karta rahe ga aur us bande qas ki ankhen use dekh ker dhandi hoti rahe gii.

Kitab; ashiqan e rasool ki hikayat;

Sallo alal habeeb sallho ta ala mohammed.

Post a Comment

Please have any doubts, please let me know
Post a Comment