1. Gam ho gaye beshomar aaqa
Banda tere nisar aaqa
2.bigda jata hai kheel mera
Aaqa aaqa sanwar aaqa
3.monjd dhar pe ake nao todi
De hath ke hoon pe paar aaqa
4. Tooti jati hai peet meri
Lillha ye bojh ootaar aaqa
5. Halka hai agar hamara palla
Bhari hai tera waqar aaqa
6. Majboor hai hum to fikr kiya
Tum ko too hai eqtiyar aaqa
7. Mai door hoon tum to ho mere paas
Sunlo meri pokar aaqa
8. Mujh sa koi gamzada na ho ga
Tum sa nahi gam gosar aaqa
9.tum wo ke karam ko naaz tum se
Mai wo ke badi ko aar aaqa
10. Phir mon na pade kabhi qazan ka
Dee dee ayesi bahaar aaqa
11. Jis ki marzi khuda na tale
Mera wo hai naamdar aaqa
12. Hai mulke khuda pe jis ka qabza
Mera wo hai kaamgar aaqa
13. Suya kiyee nabkar bande
Roya kiyee zaar zaar aaqa
14. Kiya bhol hai unke hote khalain
Dunya ke ye taajdar aaqa
15. Itni rahmat raza pe karlo
La yaq ra bo hol bawar aaqa
Hadees e Mustafa sallaho ala alaihi wasallam;:
Huzrat abdullha umer razi allho ta ala anho hozur sallaho ala mohammed
ke member Shareef per jis jaga aap baith they
Qaas us jaga per apna hath phera ker apne chahre per masah kiya karte.
Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad.
( Hadaiq e baqshish) 36 .
Mithe mithe Islami bhayoon aaj Jo hozor sallho ta ala alaihi wasallam ki jaliyon ko nahi chomna kahe te hain un logon ko ye ibrat hai ke wo log ye hadees padhe aur amal paira ho.
Khair ashiq e Mustafa sallaho ala alaihi wasallam ban ke raheye.
Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad.
Hozor sallho ta ala alaihi wasallam ne fermaya ke durood Shareef padh ne wale subse mere qareeb rahe ga.
Allha azwajal hum sub ko hozor sallho ta ala alaihi wasallam ki sana qawani bhi karni ki taofeeq ata fermai ameen
URDU TRANSLATION SCREENSHOT👇👇👇
Sallo alal habeeb sallho ala mohammed