Hum khak hain aur khak hi mawa hai hamara
Khaki to wo adam jadd aala hai hamara.
Allha hame khak kare apni talab me
Ye khak to sarkar se tamga hai hamara.
Jis khak pe rakhte the qadam sayedde alam
Us khak pe qurban dele chaida hai hamara.
Qam hogayi pushte falak Us tane zamee se
Sun hum pe madina hai wo rutba hai hamara.
Usne laqab khak shahin sha se paya
Jo hydre karrar ke maula hai hamara.
Aaye mudda eyo! Khak ko tum khak na samje
Is khak pe madfoo'n shahe bat ha hai hamara.
Hai khak se tameer mazar e shah e koneen
Maamor isi khak se qibla hai hamara.
Hum khak udayen ge jo wo khak na payi
Aabaad raza jispe madina hai hamara.
https://youtube.com/c/MahammedyounusRazaqadri
Hadees e Shareef
Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad .
Huzrat abu ibra heem rahmatulha alahe ka ferman hai;:
..........her momin per wajib hai ke
Jub hozur sallaho ala mohammed ka zikr kare ya uske samne apka ka zikr kiya jayee
To wo por sokon huker niyaz mandi wo ajizi ka izhar kare aur apne qalb me aapki azmat to hibat o jalal ka aisa hi taseer paida kare jaisa ke aap sallho ala mohammed ke hazir honi ki surat me apKe jalal o hibat se motasir huta hai.
Sallo alal habeeb sallho ta ala Muhammad:;
Methe methe islami bhayoon yaqinan hozor sallho ta ala alaihi wasallam ka zikr mobarak aye to bade hi tawajo aur ishq e Mustafa sallaho ta ala alaihi wasallam ke upper durood Shareef ka naz rana bhejna chaye
Allah azwajal ki wo hasti jo esa ale salam khud inki ummat mai paida hone ki khahish kare.
Hame to chokr mana chaye ke hum hozor sallho ta ala alaihi wasallam ke ummati hain.
Sallo alal habeeb sallho ta ala ala mohammed.